Tu Hai Kahan Guitar Tabs
Ki jab main hadd se aage badh gaya tha aashiquii mein
e|--4-4-5-5-7-7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Yaani zindagi ko le raha mazaak hii mein
e|--4-5-5-7-7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Phir mazak hi mein mil gaya sab khaak hii mein
e|--2-0-2-2-4-2-2-2-2-0-2-2-4-2--
Chhu kar aaya manzilein toh tanha tha main wapsii mein
e|--2-4-5-5-5-5-5-5-5-5-5-4-4-2-5-4--
Jaise phool tode honge tumne jholi bhar kee
e|--4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Main woh phool jo ke reh gaya tha shakh hii mein
e|--4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Jaise khwaab hi main khwabgah ankh hii mein
e|--2-0-2-2-4-2-2-2-2-0-2-2-4-2--
Pal se pal mein kya hua tum reh gaye bas yaad hii mein
e|--2-4-5-5-5-5-5-5-5-5-5-4-4-2-5-4--
Ek sawaal machalta hai mere dil mein kabhii
e|--4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Tujhe main bhool jaaun ya tujhe main yaad karunn
e|--4-4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Tujhi ko soch ke likhta hoon jo bhi likhtaa hoon
e|--2-0-2-2-4-2-2-2-2-0-2-2-4-2--
Ab likh raha hoon toh phir kyun na ek sawaal karunn
e|--2-4-5-5-5-5-5-5-5-5-5-4-4-2-5-4--
Main iss sawaal se gham ko badal doon khushiyoon mein
e|--4-4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Par in be-jaan si khushiyon se kya kamaal karunn
e|--4-4-5-7--7-7-7-7-7-7-7-5-5-4--
Par ab sawaal bhi kamaal tu sambhal le filhaall
e|--2-2-0-2--4-2-2--2-0-2--4-2-2--
Yeh sawaal bicha jaal kya main chaal chalunn
e|--2-4-5--5-5-5--5-4-4-2-5-4--
Chaal chal tu apni main tujhe pehchan lugaaa
e|--4-5-7-4-4-5-7-4-4-4-4-2-2-0--
Main apni mehfilon mein sirf tera hi naam loogaa
e|--4-4-5-7-4-4-5-7-4-4-4-4-2-2-0--
Tujhe pasand hai dheema lehja aur bas khamoshiyaan
e|--2-4-5-5-5-5-5-5-5-5-5-5--5--5-5-5--
Main tere khaatir apni khud ki saansein tham lugaaa
e|--5-5-5-5-5-5-5-5-5-4-4-2-5-4--